
AHTISAB nazam by punjab university
waisay to har saal aata hay ho chala jata hay,teen so pensath dino ka aik saal hota hay lakin jab guzar jata hay to aisay lagta hay aik maheena tha ya kuch din , aik saal, aik lamba period hota hay jis main insan boht say logo ko naraz krta hay aor khush krta hay apnay rawayo kay sath,in khayalat ki izahar punjab university urdu deptt kay student shehzad ameen wasif sahab kar rahay hain is nazam"ahtisab " main woh kehtay hai kay har saal guzarnay kay bad insan ko apna ahtisab krna chaiye kay us nay is saal main kin logon ka dil dukhaya hay aor un logon se ussay muafi mangni chaiye.this poem with title of ahtisab is written by punjab university urdu deptt student shehzad ameen wasif .
Photo added by
danish
on
07/01/2011
|
Rate
|
|
|
Views |
620
times |
|
Share |
|
|
|
|
University of the Punjab Lahore
Ranking
|
|
|
|
|
|
|
|
Friendly Administration |
6 |
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
1= Lowest 10 = Highest |
|
|