Mazoor magar himmat se bharpur gcu lahore student waqas ahmad
Dunya main boht se loag mukhtalif kisam kay hadsat aor jismani bemari ki waja se mazoor ho jate hain.phir yeh loag sari ummar mazoori ki halat main guzaar daitay hain dosro kay saharay par, lakin yahan hum app ko is video main gcu lahore kay aik aisay ba himmat aor naddar student nojawan ko pesh kar rahay hain,jis nay apni mazoori ko dosro se hamdardi karwanay ya bheek mangnay ka zaria nahi banaya ,balkay university level tak taleem hasil kar kay sab ko heran kar diya, waqas ahmad dono hatho se mazoor nojwan hay aor us nay apni unthak mehnat se education main aik aala muqam banaya hay,waqas mazoor honay kay bawajood apna har kaam khud karta hay ,apni books study krta hay,apni naak kay zariye easily laptop use kar laita hay aor boht kuch baqi aap is video main waqas ahmad kay baray main khud waqas se suniye kay woh kya kehta hay personality developing kay hawaly se.
Video added by
mfareed
on
25/03/2011
|
Rate
|
|
|
Views |
955
times |
|
Share |
|
|
|
|
Govt College University GCU Lahore
Ranking
|
|
|
|
|
|
|
|
Friendly Administration |
0 |
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
1= Lowest 10 = Highest |
|
|